Kaifi Azmi - Famous Verses

Famous Verses

  • Aaj ki raat bahut garam hawa chalti hai

Aaj ki raat na neend aayegi
Hum sub uthen, main bhi uthun, tum bhi utho
Koi khidki isi deewar mein khul jayegi
- Makaan

  • Tu jo bejaan khilonon se behel jaati hai

Tapti saanson ki haraarat se pighal jaati hai
Paaon jis raah mein rakhti hai fisal jaati hai
Banke seemaab har ik zarf mein dhal jaati hai
Zist ke aahni saanche main dhalna hai tujhe
uth meri jaan mere saath hi chalna hai tujhe…
Aurat (Woman)

  • Waqt Ni Kiya Kya Haseen Sitam

Tum rahe na tum,Hum Rahe na Hum.
- Film Kaagaz Ke Phool 1959

  • Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho

Kya gum hai jisko Chupa rahe Ho.
- Film Arth (1982)

  • Jhuki jhuki si nazar bekraar hai ke nahin,

dabaa dabaa sa sahi, dil mein pyaar hai ke nahin..
- Film Arth (1982)

zindagi bhar mujhe nafrat si rahi asko se
Meri khwabo ko tum asko me dubote keu ho?
Jo meri tarha jia karte hai kab marte hai
Thak gaya hu mujhe solene do rote keu ho?
Soke bhi jagte rahte hai janbaz suno.

keu sazai ho chandan ke chita mere liey
mai koi jism nahi jalao ge mujhe
rakh ke saath bikhar jaunga dunia me
thokar jahan khaogey waha paogey mujhe

Read more about this topic:  Kaifi Azmi

Famous quotes containing the words famous and/or verses:

    Did you ever stop to think why cops are always famous for being dumb? Simple. Because they don’t have to be anything else.
    Orson Welles (1915–1985)

    Some may have blamed you that you took away
    The verses that could move them on the day
    When, the ears being deafened, the sight of the eyes blind
    With lightning, you went from me....
    William Butler Yeats (1865–1939)