Baragaon, Jaunpur - New Generation's Poet

New Generation's Poet

BRADAON, has a number of new generatic poet they are very famous for his nauhey & kaside .

like kavish jaunpuri(maulvi daod saheb)his nauha is given bellow Akbar mere kahan ho akbar mere kahan ho, Kahati thi roke madar akbar mere kahan ho. kavish bapa tha maheshar karbobala ke ban me, thi mamata ki maiyat alfaz ke kafan me kahti thi jab yeh rokar akbar mere kaha ho.

SAHAR ARSHI A SHAYRE AHLE BAIT A.S. His some line are as fallows Kaid khane ki dastan suniye, Mar gayi shahe ki neemjan suniye ghusl jab dene aayi ghassala jism ko dekh kar kiya kauha jism sey chootta nahi kurta kaun sey marz men mari dukhiya ro ke kahata hai neemjan suniye, kaid khane --- this is very famous nauha of Feza jaunpuri he is born in Baragaon also. Karbala se idhar jab hawa ayegi al atash al atash ki sada ayegi, loot ka maal sara agar ayega kaid me hashr hoga yakeenan bapa jab sakeena ki nanhin reda ayegi, al atash al atash ki sa--- uske shano pe hai jo nishani likhi usko ahle watan ko dikhate huye zainabey gham zada ko haya ayegi al atash al atash ki sada---- sahil jaunpuri he has wrote a number of nauhe one of them here.

salam lejiye nana husain jata hai khuda ka deen hamen karbala bulata hai, ajeeb dard ka ehsas dil me hota hai yeh sochata hai to sahil bhi khon rota hai naseeb jab bhi kisi se watan churata hai, salam lejiye nana husain jata hai.

Zohair Abdi, zaheer abbas & SAYED NAVED

Read more about this topic:  Baragaon, Jaunpur

Famous quotes containing the words generation and/or poet:

    There are in every generation those who shrink from the ultimate sacrifice, but there are in every generation those who make it with joy and laughter and these are the salt of the generations.
    Patrick Henry Pearse (1879–1916)

    The poet enjoys the incomparable privilege of being able to be himself and others, as he wishes.
    Charles Baudelaire (1821–1867)